Menu
blogid : 7632 postid : 5

Bebas chidia

sehan bikhrav ka
sehan bikhrav ka
  • 9 Posts
  • 5 Comments

Aaj me bethi thi apne kaam me juti hui thi
ke tabhi meri najare padi ek chidiya pe
me nahi jaanti thi ki wo kuch kehna chahti hai ase laaga mujhe
usne meri taraf mudkar dekha
jse kuch hai uske man me
wo bool to nahi sakti thi
par mehsoos kar sakti thi
kunki usi aankhoon me bhi aaansoon the
uske ske aansooon jase thamte nahin
or meri chinta use dekhkar or badne lagi
use koi gam tha bichadne ka gam
phir mene usese pucha to
usne akhoon se sab kuch keh diya
ki lot rahi thi men apne ghar ko
leke apne bachoo ke liye kuch bajare ke dane leke
lot hi rahi thi udte udte ghana andhera ho gaya
tabhi mene dekha ki samne ek pootli padi hai
jisme bajare ke daani meri chooch se kahi jayada hai
phir kya bachoo ke liya wo yahi sochkar dharti par bethi
or apni chooch se us potli ko sameta
tabhi usne dekha ki wo to shikari ne jaal bicha rakha tha
usne use wahi dabooch liya or ek pinjare me daal diya
use ked kar diya gaya
or wo bolti rahi ki mujhe mere bachoo ko aan ke daane khilane hai
use jaane do
andhera ho gaya hai
aanssonn uske thamte nahi the
bhooke bachoo ka chera uske dimaag me baar baar aa raha tha
par wo to phas gayi thi
uske dukh ko kon samjhega wo to bol bhi nahi sakti
baas raati rahi
tabhi usse raasta dikha jaab roo roo kar thak gayi tabhi wo ghayal ho kar gir gayi
jab uthi to sawera tha
use pinjara khoola hua mila
bas taab kya tha wo ud gayi
udte hi sabse pehle wo apne bachoo ke paas gayi
paar paar ye kya tha
uske bache waha nahi the
aab, aab wo kya kaare yaha waha dekha usne par sab bekaar
uske baache to itne choote thee ki ud bhi nahi saakte the
wo daar gayi
aab use laga ki baachhe use bichad gaye
aanssoo ki daastan leke wo yaha waha ghumti thi
udkar tabhi wo hamare aangan me bethi
kitni bebbas thi wo kya kahu me
aaj uske gaam ke saathi me bhi ban gayi thi
farak bas yahi tha ki me bool sakti thi wo woo nahi

Isaano me Pakshiyo me yahi to bas ek antar he
ham jaab jaha bool sakte hai waha boolte nahi
or pakshi bolna chahte hai par par bool nahi sakte…

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply