Raj Kumar
- 97 Posts
- 29 Comments
opera
Campacola, ek adhura nyay!
Pata nahin hamare desh ki ye kaisi nyay wyawastha hai jiska nyay har bar adhura hota hai. Pichhali bar ek nyay huaa tha jisme 34000 shikshakon ko budape men wetanman par wahal karne ki baat ki gaee thi. Es nyay ko adhura n kaha jaye to kya kaha jaye kyonki purn nyay to tab hota jab in bude shikshakon ki wahali ki tithi wah hota jis tithi ko yah mukadama darz kiya gaya tha.
Ab baat karte hain campacola ki.
Agar campacola awaidh hai to ese girane ke pahale wahan rahane wale logon ko ek waidh camapacola milana chahiye. Bina en logon ko koe waidh campacola diye enake awaidh campacola ko kaise gira sakate hai.
Read Comments