Raj Kumar
- 97 Posts
- 29 Comments
opera
Aaj main bahut khush hoon kyon ki kal jab mere sath anyay ho raha tha to sabhi tamashbin bane baithe the. Aaj unaki bari hai or hum tamashbin bane hai.
Aap ko shayad yaad ho apne desh men pade likhe nawjawan shikshako ko ek majdur se bhi kam majduri diya jata hai. Apani mehant ka wajeeb hak pane ke liye jab hum khade huyen to dandon ki jor se humen khamosh kara diya gaya. Hum to khamosh ho gaye lekin dil se badduaa nikala. Aaj o badduaa in netaon par tut raha hai. Nithalle netaon ko mantri pad diya ja raha hai or kaam karne walon ko thenga dikhaya ja raha hai.
Yaad rahe jis desh men shikshakon par julm hoga o khabhi vikas nahin kar payega!
Read Comments