Raj Kumar
- 97 Posts
- 29 Comments
opera
hamari sarkar bhi ajeeb hai. Pahale kanoon banakar publik sector se bandhua majduri ko khatm karti hai phir bandhua majduri ko kanoon ka rup de kar swayam kam leti hai. Ji han! Aaj kal yahan ek naya chalan shuru kiya gaya hai our o chalan yah hai ki sarkar to chawanni de kar majduri karwa sakti hai kintu koe gair sarkari tantra kam majduri de to ye sarkar ankhen tarerati hai!
Read Comments