मुझे कुछ कहना है
- 3 Posts
- 9 Comments
kahne ko to bahut man karta hai, dil bhi kuchh bolne ko kehta hai, par kahu to kya kahu… ye na to man bata paata hai aur na hi dil hi samjha paata hai ki kya kahu, fir bhi na jaane kyo kuchh kahne ka man karta hai, kuchh apni baaten, kuchh unki baaten, kuchh kahi, kuchh ankahi, kuchh dil ki baaten, kuchh dimaag ki baaten…. par kahu to kya kahu, kaise kahu….. lekin ek na ek din kahunga jaroor, apne dil ki baat………
Read Comments