Menu
blogid : 6214 postid : 6

Dahej

M.Z.Hashmi
M.Z.Hashmi
  • 5 Posts
  • 1 Comment

akhir aisa kyo hota hai jis karan btiya garv me mari ja rahi hai uska karn bhi ek beti hi banti hai jo maa ka rup le leti hai……… kahne ka matlab hai ki maine ek sarvey kiya hai start to maine ghar se hi kiya ……….
ye sarvey ka topic tha ki “akhir kyo mari ja rahi hai betiya” uska karan kya hai. is chij ki mukhya vajah ki talash maine apne ghar se hi shuru kar di shuru maine 2008 me ki thi 2010 tak maine paya ki betiya ek bojh ki tarah is duniya me aati hai jo apne maa baap par ek bhuchal ki tarah dhaba karti hai. lekin ye ladkiyo ki maa baap[ ki soch hai darasal aisa nahi hai jia ki socha jata hai.

maa baap aakhir soche bhi kyo nahi kyo ki beti ko janm dekar jo pap kiya haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

ye sab to aaj am baat hai

Maine jo sarvy me jo nishkarsh nikala vo hai- DAHEJ

Dahej ek aisa word hai jise sunte hi betiyo wale ke kan khare ho jate hai……….

Baat yahan me nahi kar raha hoon ki dahej nahi lena chahiye bat main ye kahna chah raha hon ki in dahej ke len den me nagdi, gari, motobike na mile to vo bhi kya dahej hua nahi na ..

dahej me jab tak ye sab chij na mile to vo dahej hi na kahlayega.

intni baato ko share karne ke bad aage sabhi samajh gaye honge ki main kya kaha chahta hoon…

Ab baat karta hoon unki jo is karyakarm me sabse age rahte hai betio ko garbh me hi marne par jo majboor karte hai………inme sbse bada haath hai urat ka hi jo kal kisi or ki beti thi par aaj kisi ki sas banne ja rahi hai use us baap ki majboori najar hi nahi aati hai use to bas najar aati hai tv, freeze, motorcycle. is waqt vo bhul jti hai ki m,ain bhi kisi ki beti thi or mere ma baap ne bhi badi muskil se dahej diya thause kitna dard hua thadahej dene me. vo is waqt in sab baaton par dhayan hi nahi deti hai. agar hamari maa or bahane in baaton par dhayan de de to ye dahej naam ki chij kahan gum ho jayegi pta hi nahi chalega……………………

isliye mera sabo se nivedan hai ki kisi se dahej lene se pahle kam se kam us waqt ko yaad kijiye jab apki shaadi ho rahi thi or aapke pitaji dahej diye the tab apko kaisa mahsoos ho raha tha us filling ko ek bar aap mahsoos kijiye aapko khud ahsas hone lag jayega ki main kya thi aur kya banne ja rahi hoon ek sahi insan banne ki koshish kijiye tab jakar hi mera bharat ka ek sahi naam hoga har kii ki beti ko apna beti samajhiye isme aappko ek ajeeb si sakoon mahsoo hogi.

meri baton par gaur karnewalo ko us rab se pahle sajda karta hoon jise main manta hoon

Kyoki

Muslim+Hindu+Shikkh+Isai= Insan

Ye mera Insaniyat ko formula hai

Ise bharat ke kono kone tak bhejiye….

Jai Hind……………………….

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply