Menu
blogid : 6214 postid : 3

Kya Anna Humare Aaj ke Bapu Hai

M.Z.Hashmi
M.Z.Hashmi
  • 5 Posts
  • 1 Comment

ji haan ek taraf jahan aazadi ke liya mahatma ghandhi ne aandolan chalaya tha thik usi tarah aaj anna hajare bharastachar ke khilaf aandolan chalaya hai. aazadi ke liye mahatma gandhi ne apna sabkuchh tayag diya or karo ya maro ki isthiti kar di thik usi tarah aaj anna hajare bharastachar ke khilaf karo ya maro ki isthiti khari kar di hai. ab aalam ye hai ki bharat ka ek ek bachcha anna ban chuka hai.

jab hum mahatma gandhi ko bapu kah kar bulate hai vo islia ki vo aazadi ke liye lade the, to kya hum anna ko bapu kah kar nahi bula sakte?
Aaj ka bapu anna hai isme koi sak nahi hai.

lage raho anna hum tumhare saath hai.

Md. Zamir Hashmi
Simrahi Bazar, Raghopur
Supaul-852111

Tags:   

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply